Khan(a) Khao

617134-tughlaq.jpg

Kaha se kahan tak aya

Ghazi dhoor geya

Arei bhai, namaaz ka waqt ahigeya

Hai Khusroe! Jahannam tho marhigeya

Bolna hein ek do baat

Shayid chupke chaap

Ek Khatoun ke liye naat

Hamari dhil ki duah - uski haat

Ek Tughlaq Ammi ki beti

Unko mei kya bhulao?

Itni teiz chalti hein pao

Chaltehein?

Uss sheher jiske darmiyaan mein hein Gurgaon

Deewani Mastani

Mashhoor ye kahani

Mere Khwabo or zingagee ki rani

Humse koi bhi kaam karwao

بس

Apni ashiq ko zuroor sihkao

Ek sitara apni surayya se lao

Ek chand apni honton se khilao

Balandi ki soch or samajna sihkao

Farishton ki jismani tor sein milwao

Ishq or Mohaabbat ko dono Pilao

Yeqeenan phir

Theek se - کھانا کھاؤ

It’s from الله

It’s from الله

Previous
Previous

Zabaan

Next
Next

Love’s Mill